Ghazals of Ghalib Mirza Ghalib here are some great ghazals
of him which are awesome for you peoples. In the poetry ghazal world there are
a lot of names and great peoples but poet mirza ghalib have their own name
place which are not to forget easily. Today we are bring the ghazals of ghalib
which are awesome. Long long amazing ghazals try to read it and understand the
meaning of it which are difficult for normal peoples. So here are some pictures
and text format as well available here.
Ghazals of ghalib
Aaina Q Na Doon Ke Thamasha Kahe Jise
Aisa Kahan Se Laun Ke Thujhasa Kahe Jise
Hasrath Ne La Raka Theri Bazm-E-Khayal Me
Guldastha-E-Nigaah Suveda Kahe Jisey
Phoonka Hai Kisney Gosh-E-Mohabbath Mein Aye Khuda
Afasuun-E-Inthazar Thamanna Kahe Jisey
Sir Par Hajum-E-Dard-E-Garibi Se Daliyey
Wo Ek Mushth-E-Khak Ke Sahara Kahe Jisey
Hai Chashm-E-Thar Me Hasrath-E-Didar Se Niha
Shauq-E-Ina Gusekhtha Dariya Kahe Jisey
Darakar Hai Shigufthan-E-Gul Haye Aish Ko
Subh-E-Bahar Paba-E-Mina Kahe Jise
“Ghalib” Bura Na Man Jo Vaeiz Bura Kahe
Aisa Bhi Koi Hain e Sab Acha
Kahe Jisey
Ghazals of Ghalib
a ki meri jan mein qarar nahi hain,
thaqat-e-bedad-e-intnazar nahi hain,
dethe hain jannath hayath-e-dahar ke badle,
nasha ba andaza-e-Khumar nahi hain,
giriya nikley hain theri bazm se mujh ko,
haye! ke rone pe ikhthiyar nahi hain,
ham se abas hain guman-e-ranjish-e-khathir,
khak mein ushshaq ki gubar nahi hain
dil se uta luthf-e-jalwa haye mani,
gair-e-gul aina-e-bahar nahi hain,
qathl ka mere kiya hain ahad tho bare,
waye! agar ahad usthawar nahi hain,
thu ne qasam maikashi ki kai hain 'Ghalib',
theri qassm ka kuch aithebar nahi hain
Ghazals of Ghalib
Aah ko chahiyey ek umar asar hone thak,
kon jitha hain theri zulf ke sar honey thak,
dam hr moj mein hai halqa-e-sadkam-e-nahang,
dekhen kya guzare hain qathre pe gauhar hone thak,
ashiqi sabr-thalab aur thamanna bethab,
dil ka kya rang karun khun-e-jigar honey thak
ham ne mana ke taafa ul na karogey leken,
khak ho jayengey ham thum ko khabar honey thak..
Amad-e-kat se hua hain sard jo bazar-e-dosth,
dud-e-shama-e-kushtha tha shayad khath-e-rukhsar-e-dosth
ai dil na aqabath andesh zabth-e-shauq kar,
kaun la saktha hain thab-e-jalwa-e-didar-e-dosth,
khana wiransazi-e-hairath tamasha kijiyey
surath-e-naqsh-e-qadam hun raftha-e-rafthar-e-dosth,
ishq main bedad-e-rashq-e-gair ne mara mujhey
kushtha-e-dushman hun akhir garche tha bimar-e-dosth,
chashm-e-may raushan ke us bedard ka dil shad hain,
dida-e-pur-khun hamara sagar-e-sar-shar-e-dosth
ghazals of Ghalib
Arz-e-niyaz-e-ishq ke qabil nahi raha
jis dil pe naz tha mujhey wo dil nahi raha,
jatha hon dag-e-hasrath-e-hasthi liye hue
hon shamma-e-kushtha darkhur-e-mahfil nahi raha
marney ki ai dil aur hi thadbir kar ke main,
shayan-e-dasth-o-bazu-e-qathil nahi raha,
ba-ru-e-shash jihath dar-e-ainabaz hain
yan imthiaz-e-nakis-o-qamil nahi rahaa,
wa kar diye hain shauq ne band-e-naqab-e-husn
ghair az nigah ab koi hail nahi raha
go main raha rahin-e-sitham haye rozgar
leken there khayal se ghafil nahi raha,
dil se hawa-e-kishth-e-wafa mith ke wan,
hasil siwaye hasrath-e-hasil nahi raha,
bedad-e-ishq se nahi dartha magar 'Asad'
jis dil pe naz tha mujhey wo dil nahi raha..
these were Ghazals of Ghalib stya with us for more updates
in this post we are sharing many post.
Comments
Post a Comment