Mirza Ghalib Poetry in Urdu


Poet mirza ghalibMirza Ghalib Poetry in Urdu new and best poetry of the ghalib. We will update it more than more stay with us in this blog site. There are many poetries in our site you can read and share it with your friends on the social media site like Facebook twitter etc. you will find here every type of poetry like love sad of ghalib in this article and also in image shape or text shape as well for sharing or messages. So let’s see mirza ghalib poetry in Urdu which are related all types. Please do not forget to share our article if you like it.

Mirza Ghalib Poetry in Urdu





Mirza Ghalib Poetry in Urdu


ghalib shayari in Urdu


Poetry in Urdu
Hm faqeero k suratho pe na ja
Hm kai rop dhar lethey hai
Zndagi ke udaas lmho ko
Muscura kr guzar lethey hai


Urdu sad poetry

Admi tottha hai kesey tmhay kya maloo
Tm ne deka nahi drd ka lmha koi


Ghalib shayari
Ankey otey to drd ke chasmey ubl parey
Plkey jokey to pyar ka badel bars parey


Kis kis ko bathai jodai ka sbab
Tho muj se khafa hai to zamaney keleya A
Ghalib poetry Shayari in Urdu


new poetry in Urdu
Aisey na they hm ihley dil itney kaha kharab they
Hm bi kisi ke ass they hm bi kisi ke khwab they



Meney amjid Esey be wasthey deka hi nahi
Wo tho khushbo me bi ahat ke bahaney nekley


Poetry
Mere wojood se kantey nekalney walo
Mera wojood bekerney laga tho kya hoga
shayari

Wo khwab dekey tho dekey mere holeya se
Mere khyal ke sab manzaro ka sathee ho


 Ghalib ki zameen main chand asharr kehnay ki jasarath
drd e mehnath kash dawa na howa






ghalib poetry in Urdu


new poetry of ghalib

Urdu Poetry


Ishq ne nekamma bana deya ghalib warna 
hm bhi barey ka ke admi thay


Mirza Ghalib Poetry in Urdu

Sir Jukane Se Namazay Ada Nahi Hothi
Dil Jukana Partha Hai Ibadath Ke Liye.. ....


Aashiqii Sabr-Thalab Aur Thamannaa Bethaab
Dil Ka Kyaa Rang Karun Khuun-E-Jigar Hone Thak


Woh Aank Buhath Piyaari Thi Jo Hum Ne Use Maari Thi
Woh Jooti Buhath Bhaari Thi Jo Usnay Mujhey Maari Thi.. ....


Musafir Ke Rasthay Badalthay Rahay
Muqaddar Main Chalna Tha Chalhtay Rahey.. ....
Mirza ghalib poetry in Urdu

Koi Lak Parhey Pyaar Ke Manthar
Jinn Ki Fithrath Main Ho Dassna Wo Dassa Karthy Hain


Taba Kar Gai Pakay Makan Ki Khwahish
Main Apnay Gao Ke Kachay Makan Say Bhi Gaya


Kisi Ke Haath Ka Nikla Howa Wo Theer Hon Main
Hadaff Ko Choo Na Saka Our Kamaan Say Bhi Gaya

Mirza ghalib poetry in Urdu

Her Shakhs Zindagi Main Bohath Dair Se Mila
Koi Bhi Cheez Hasbay Zarorath Nahi Mili


Aesa Nahi Ke Ham Ko Muhabbath Nahi Mili
Han Jesi Chathain Thay Wo Qurbath Nahi Mili.. ....


Ham Thay Un Ke Piyar Ke Ashiq
Bas Hathon Main Kashkool Na Thay.. ....


Ya Rub Zamana Mujj Ko Mitatha Hai Kis Liey
Looh E Jahan Per Harf E Muqarar Nahi Hoon Main



Dil Mera Soz E Nihaan Se Be-Muhaaba Jal Gayaa
Aathish E Khaamosh Ki Maanind Goya Jall Gaya.. ....


Kehthay Ho: "Na DenGay Hum, Dill Agar Para Paaya"
Dil Kahaa Ke Gum Keejay, Hum Ne Mudua Paaya.. ....
Mirza ghalib poetry in Urdu


Hadsey Kya Kya Thumhari Berukhi Se Ho Gayei
Sari Dunya K Leyah Ham Ajnabi Se Hogaye



Terey Wadey Pe Jiye Ham Tho Ye Jaan Joot Jana
Ki Khushi Se Mar Na Jathey Agar Aithebaar Hotha



Aithebaar Ishq Ki Khana Klharaabi Dekna
Gair Ne Ki Aah Par Leken Wo Khaffa Mujpey Huwa




Dar Ho Dill Me Tho Dawa Kejey
Dil He Jab Dard Ho Tho Kya Ki jai






pir Usi Bewaffa Pe Marthey Hain
pir Wahi Zindagi Hamari Hai

Mirza ghalib poetry in Urdu

Ragon Me Daudney pirney Ke Ham Nahi Qayel
Jab Aank Se He Na Tapka Tho Lahoon Kya


Umar Bar U He Ghalati Karthe Rahy Ghalib
Dool Chehrey Pe Thi or Hm Aaina Saff Karthay Rahey




Mujhse Mat Keh Thu Hamey Kahtha Tha Apni Zindagi
Zindagi Se B Mera G In Dino Bezar Hai


Ghalib Hairan Hun Main Thuje Masjid Me Dek kar
Aisa B Kya Hua Ke Khuda Yaad Aa Gaya



Mujhay Mohabbath Karna Nahi Aatha
Mujhay Mohabbath Ke Siwa Kuch Nahi Aatha
Zindagi Guzarnay Ke Do He Rasthay Hain Ghalib
Ek Tujhey Nahi Aatha Ek Mujhay Nahi Aatha

Mirza ghalib poetry in Urdu


Hum ko maaloom hai jannath ki haqeeqath leken,
Dil ke khush raknay ko ghalib yeh khayal acha hai..


Jee dhoondtha hai pir wohi fursath ke raath din
Bete rahen tasawwaor-e-jaanaan kiye huye


Kab woh suntha hai kahani meri,
Aur phir woh bi zubaani meri


Pir kuch ek dil ko be-qaraari hai,
Seena joyaa-e-zakhamm-e-kaari hai,
Phir jigar khodne laga nakhun,
Ammad-e-fassl-e-lala-kaari hai,
Qibla-e-maqssad-e-nigaah-e-niyaz,
Phir wohi parda-e-amaari hai,


Chashm dallal-e-jinss-e-rusvaayi,
Dil khareedaar-e-zauqq-e-khwari hai,
Dil hava-e-khiram-e-naz se phir,
Mehshar shitan-e-be-qaraari hai,
Jalva phir arz-e-naaz kartha hai,
Roz bazaar-e-jaan-sipaari hai,
Pir ussi bewafa pe marthay hai.
Pir wohi zindagi hamari hai,
Ho raha hai jahaan main ander,
Zulf ki pir sirishta-dari hai,
Pir huye hain gavaah-e-ishq thalab,
Ashk–baari ka hukam-jaari hai,
Dil-o-mizahgaan ka jo muqadamma tha,
Aaj pir us ki ru-bukaari hai,
Be-khudi be-sabbab nahi ghalib,
Kuch tho hai jis ki pardaa-dari hai..

  mirza ghalib poetry


Rahiye ab aisi jaga chal kr jaha koi na ho,
Hm-sukoo koi na ho aur hm-zubaan koi na ho,


Be-dar-o-deewaar sa ek ghair banaana chahiye,
Koi humsaaya na ho aur paasba koi na ho,
Parrayeh gar beemaar tho koi na ho timaardaar,
Aur agar mar jayeh tho nauha-khawaan koi na ho

mirza ghalib poetry


Dil-e-nadaan thujhe huaa kya hai,
Aakhir iss drd ki dawaa kya hai,
Ham hain mushthaaq aur woh be-zaar,
Yaa ilaahi yeh majraa kya hai,
Main bi muu mein zabaan raktha hoon,
Kaash puucho ke muda .aa kya hain,
Jab ke thujh bin nahin koi maujood,
Pir yeh hungama e khudaa kya hai,
Yeh pari-chehra log kaisye hain,
Ghamzaa-o-ishwaa o adaa kya hai,
Shikkan-e-zulf-e-ambreen Q hai,
Nigah-e-chashmm-e-surma saa kya hai,
Sabza O gull kaha se aaye hain,
Aabar kya hai cheez hai hawaa kya hai,
Hm ko unsey wafaa ki hai umeed,
Jo nahin jaanthey wafa kya hai,
Haan balaa kar thera balaa hoga,
Or darvesh ki sadaa kya hai,
Jaan thum pr nisaar kartha hoon,
Main nahin jaanthaa duaa kya hai,
  mirza ghalib poetry


Main ne maanaa ke kuch nahi “ghalib“,
Mufth haath aaye to buraa kya hai..


Bass ke dushwaar hai har kaam ka asaa hona,
Aaadmi ko b muyassar nahi insa hona,
girya chaahey hai kharabi merey kaashaaney ki,
dar-o-deewaar se ttapkey hai bayabaa hona,
vaaye-deewangi-e-shoq ki har daman muj ko,
aap jaana udar aur hi hairaa hona,
jalwa az-bas-ki taqaaza-e-nigah kartha hai,
johar-e-aayina b chaahey hai mizhgaan hona,
ishrath-e-qatl-gah-e-thamanna math pooch,
eid-e-nazara hai shamsheer ka uryaan honna,
le gayi khaak me ham daagh-e-thamanna-e-nashaath,
thu ho aur aap ba-sad-rang-e-gulisthaan hona,
ishrath-e-paara-e-dil zakhm-e-thamanna kaana,
lazzath-e-rish-e-jigar gharq-e- namak-daan hona,



Kii merey qathl ke baad uss ne jafaa se thauba,
haaye us zood-e-pashemaa ka pashemaa hona,
haif uss chaar gira kaprrey ki qismath “ghalib“,
jis ki qismath me ho aashiq ka garebaa hona..



Qatha kijiye na thaluq hum se,
Kuch nahi hai tho adawath hi sahi


 mirza ghalib poetry

Hazaaro khwahishAy aisi ke har khwahish pe dam nikley
Bohth niklay merAY armaan, leken pir bi kam niklay
Daray Q  mera qaathil  kya rahega us ki gardan par
Woh khoon, jo chashm-e-thar se umr bhar yoon dam-ba-dam nikley
Daray Q mera qaathil? kya rahega us ki gardan par?
woh khoon, jo chashm-e-thar se umr e bhar yoon dam-ba-dam nikley
Nikalna khud se aadam ka soonthay aaye hain leken
Bahoth be-aabru hokar there koochey se hum nikley
Bharam kul jaaye zaalim! theri qaamath ki daraazi ka
Agar is tharahe par pech-o-kham ka pech-o-kham nikley
Magar likhwaaye koi usko khagt, to hum se likhwaaye
Hui subaha, aur gar se kaan par rak kar qalam nikley
Hoi is daur mein mansoob muj se baada aashaami
Pir aaya woh zamaana, jo jahaan mein jaam-e-jaam nikley
Hoi jin se thavaqqa kasthagi ki daad paaney ki
woh ham se B zyaada khastha e tegh e sitham nikley
Mohabbath mein nahin hai farq jeenay aur marney ka
Usi ko dek kar jeethey hain, jis kaafir pe dam nikley
Zara kar jor seeney par ki theer-e-pursitham niklejo
Wo nikley to dil nikley, jo dil nikley tho dam nikley
Khuda ke waasthey parda na kaabe se utaa zaalim
Kahee aisa na ho yaan B wahi kaafir sanam nikley
Kahaa maikhaney ka darwaaza Ghalib aur kahaa vaaiz
Par ithna jaanthay hain kl woh jaatha tha ke ham nikle
Hazaaron khwahishen aisi ke har khwahish pe dam nikley
Bohath niklay mere armaa, lekin pir bi kam nikley



Pir Kuch Is Dil Ko Beqarari Hain
Sina zoya-e-zakhm-e-kaari Hain
Pir Jigar Kodney Laga Nakhun
Amad-e-fasl-e-lalakari Hai
Pir Usi Bewafa Pe Marthey Hai
Pir Wahi Zindagi Hamari Hai
Bekhudi Besababb Nahi Ghalib
Kuch Tho Hai Jis Ki Pardadari Hai





Abhi mashroof hon kaafi, kabi fursath mein sochunga,
Ke tujhko yaad raknay mei mai kya kya bhool jaatha hoon.

 mirza ghalib poetry 

chipak raha hai badann pr lahu se pairahan
hamaaray jaib ko ab haajath e rafu kya hai


jala hai jism jahaan, dil bi jal gaya hoga!
kuredthay ho jo ab raak, justhaju kya hai?

Ragon mein daurthay phirnay ke hum nahi qail
jb ank se hi na tapka, to phir lahu kya hai?




rahi na thaaqath e gufthaar, aur agar ho bhi
tho kis umeed pe kahiye ke aarzoo kya hai!

mujhsey poocho, tumhen khabar kya hai
am ke age neyshakar kya hai
ya ye hoga ke farth-e rafa’ath se
baagh-baanon ne baagh-e jannath se
angabeeƱ ke, ba hukm-e rabb-in-naas
bar ke bheje hain sar-ba-mohr gilaas

  mirza ghalib poetry


aah ko chahiye ek umr asar honey thak
Qon jithaa hai theri zulf ke sar honey thak


ashiqi sabar thalab aur thamanna bethaab
dil ka kya rang karoon khoon-e-jigar honey thak

Zindagi uski jis ki mauth pe zamanaa afsos karey, Ghalib;
U tho har shakhs aatha hai iss duniya me marney ke liye!

Math poonch key kya haal hai mera there peechey,
Tu dek key kya rang hai tgera mere aagay …


Ishq ne ‘Ghalib’, nikamma kar diyaa
Warna hum bhi aadmi thay, kaam kay..

“Kithnaa khouff hotha hai shaam kay andheroon mein,
Pooch un parindoo say jin kay gharr nahi hothay …”



 these were the Mirza ghalib poetry in urdu stay with us for more updates in this article we will share more than more jokes poetry here and also share this article.





Comments

Post a Comment