Hazrat Ali Quotes Qol or quotes of hazrat ali sayings in Urdu he is also known as Loin of
Allah the great and best person Islamic roles followers and true Muslim. Today we
will share the qol of hazrat Ali which are very impressive and amazing. The words
of Hazrat Ali is very good for the Muslims and we can make it as a life follow
rules as well. So today we will share hazrat ali quotes qol in Urdu for you
peoples read it and also share it on social media for others Muslims as well.


Hazrat Ali Quotes Qol in Urdu
۔
hazrat ali quotes qol sayings in Urdu
Acha dost
kitni dafa hi q na rut jaye
ussey mana
lena chahiye q ke
tasbeeh ke
daney kithni dafa hi q na bikar jayein
chun liye
jatey hein                                       Hazrat  Ali (A.S)
Jab aankhein
nafs ki pasandeeda cheezey dekhnein lagey
tho dill
anjaam say andha ho jatha hai        Hazrat
 Ali (A.S)
Ikhtiyar,
taqath aur daulath milne par log badalthey nahin
balkey
be-naqaab ho jathey hai                    
Hazrat  Ali (A.S)
Den ki
roshni mein rizq talash karo aur
Raat ki thareeqi
mein usse talaash karo
jo tumhein
rizq detha hai                           
 Hazrat  Ali (A.S)
Kisi ko tum
chaho aur woh tumhein thukra day,
Yeh uski
badnaseebi hai. Koi tumhein na chahey
aur tum usse
zaberdasti apna banana chaho,
ye tumharey
nafs ki zillat                              Hazrat  Ali (A.S)
Insaan duk
nahin deta, insaanoun say
wabasta
umeedein duk deti hein                 Hazrat
 Ali (A.S)
Agar kisi ka
banna chahtey ho to poori haqeeqat say ban jao
warna apni
zaat mein aisi haqeeqat paida kar lo ke
koi haqeeqat
mein tumhara ban jaye                              Hazrat  Ali (A.S)
hazrat ali quotes qol  sayings in Urdu
Sadqa jab
apney malik ke hath se nikaltha hai to
Uss waqt 5
jumley kehtha hai
1. Main
faani maal tha tu nay mujhe baqa di
2. Main tera
dushman tha ab thu nay mujhe apna dosth bana liya
3. Aaj say
pehlay tu meri hifazat kartha tha
ab mein teri
hifazat karonga
4. Main
haqeet tha thu nay mujhe azeem bana diya
5. Pehlay
mein tere hath mein tha ab mein khuda ke haath mein hun
Hazrat
Muhammad (s a w)
Logo ki
zarooraton ka tum say wabasta hona
tum par
Allah ki inayat hai                        
Hazrat Ali (R A)
Jab gunaho
ke bawajood Rab-ul-Izzat ki naimathey
musalsal
tumhein milthi rahein to hoshiyar ho jana
ke tumhara
hisaab qareeb aur sakht tareen hai                            Hazrat Ali (R A)
Hazrat Ali Quotes Qol 
Mujhe jannat
say zyada masjid mein betna acha lagtha hai
q ke jannat
mein mera nafs khush hoga,
jab ke
masjid mein mera rabb khush hoga           
Hazrat Ali (R A)
Momin wo
nahi jis ki mehfil paak ho,
Momin wo hai
jis ki tanhfaii paak ho             Hazrat
Ali (R A)
Barish ka
qatra seep aur saanp dono ke mo mein girtha hai..
seep ussey
mothi bana detha hai,
saanp ussey
zehr bana detha hai..
jiska jaisa
zarf waisi uski takhleeq               Hazrat
Ali (R A)






















This comment has been removed by the author.
ReplyDeleteDue to spending most of the time with Prophet Muhammad (Peace Be Upon Him), He learned many aspects of the life from Him, which makes Hazrat Ali Quotes authentic and reliable. He had such great knowledge about things that Prophet (S.A.W) chose him to be his deputy.
ReplyDeleteThe place of prayer (salah) in religion is like the place of the head in the body.
ReplyDeleteThanks For Shering Brother Awesome Quotes Read More Hazrat Ali (R.A) Quotes : www.poetrytop.com/category/hazrat-ali-quotes/
ReplyDeleteMasha Allah Bhot Axha Artical HE
ReplyDeletehttps://www.hakayate1.com/
Imam Ali Quotes In Urdu | Best Collection Of Hazrat Ali Quotes
ReplyDeletehttps://mediau786.blogspot.com/2021/01/imam-ali-quotes-in-urdu-30-plus.html
Aslam o Alikum,
ReplyDeleteSir! you're doing such a great job keep it up. ALLAH bless you. Hazrat Ali