Urdu Love Poetry best good poetry in Urdu for lovers. First
we will share some images type poetries in Urdu which are in real pure Urdu
than you will see text type poetry for you peoples so read it and enjoy stay
happy with us on this site. So let’s see the poetry in Urdu of love which are
awesome.
Urdu Love Poetry
Dhundthe Piro Ge Ujhrey Rishthon Me Wafa Ke Khazaney
Thum Merey Bad Merey Hum-Namon Ka Bi Ehtheram Kro Ge
Mujey Parhhte Hain Kayi Log Mager
Mujhey Parhte Hain Kayi Log Mager
Mukhathib Main Sirf Thumse Hun
Thum Mohabbath Utaye Phirthe Ho
Thum Mohabbath Utaye Phirthe Ho
Hm Mohabbath Lutta Ke Baithy Hai
Gham Diye Hain Hayath Ne Humko
Gham Diye Hain Hayath Ne Humko
Gham Ne Hum Se Hayath Pai Hain
Thum Na Hansthe Tho Na Hanstha Ye Zamana
Thum Na Hansthe Tho Na Hanstha Ye Zamana muj prr
Hosla Thumne Barhaya Hain Tamashayi Ka
Tjalash Hogi Hamari Thumhe Hamarey Bad
Tjalash Hogi Hamari Thumhe Hamarey Bad
Bohath Chiragh Jalao Ge Roshni Ke Liye
Mohabbath Hath Main Pehni Hoi Churi
Mohabbath Hath Main Pehni Hoi Churi Ki Manend Hain
Sanwarthi Hain Khanakthi Hain Khanak Kar Toot Jathi hain
Urdu Love Poetry
Gar Chorney Ka Jab Bi Irada Kiya Mohsin
Qadmon Se Uski Yad Ki Khushbu Lepat Gai
Bus Chand Hi Raathen Mere Jevan Ki Katin Hain
Ye Raath Hain Wo Raath Hain, Har Raath Waghaira...
Pehley Hotha Tha Mujhe Shiddath-E-Gham Ka Ehsas
Ab Mujhey Shiddath-E-Ehsas Ka Gham Hotha Hain
Wo Shakhs Thu Ne Jisey Chorney Me Jaldi Ki
There Mizaj Ke Sanchay Me Dhal B Saktha Tha
Zanjeeron Se Band Kar
Mujhey Baathon Se Mara Gaya
Muddathon Bad Mulaqath Ka Moqa Tha Wohi
Muddathon Yad Rahi Jab Wo Mulaqath Na Hoi
Urdu Love Poetry
Ab Mannathon Main Thujhe Mangna Chor Diya
Jab Se Deki Hain Theri Khushi Kisi Ghair Ki Bahon Main
Mana Ke Adhurey Rehthe Hain
Par Khawab Tho Sab Ke Hothey Hain
Pyasey Khushk Honton Ki Sada Kya Thi
Ramzan Batha Raha Hain Ke Karbala Kya Thi
Ye Rooh Bahar Se Jee Rahi Hain
Ye Jism Andar Se Marr Giya Hain
Suna Hain Khayal Unka Thu Khoob Kartha Hain
Jis Ki Sifaarish Thera Mehboob Kartha Hain
Yaad Ki Kashthiya Banai Thee
Apni Aankon Main Bar Gaya Darya
Urdu Love Poetry
Mohabbath Phool Ha¡n JaNa
Kaho Tho Phool Ban Jaon
Thumahri Zindagi Ka Ek
Haseen Asool Ban Jao
Suna Hain Raith Pe Chal Ke
Thum Aksar Mehak Jathay Ho
Kaho Tho Ab Ke Bar Mein
Zameen Ki Dhool Ban Jaon
]Buhath Nayab Hothay Hain
Jinhay Thum Apna Kehthay Ho
Ijazath Do Ke Mein B,
Is Qadar Anmol Ban Jaon
Wo Mera Naam Na Ley Sirf Pukary Tho Sahi
Kuch Bahana Tho Miley, Daur Ke Aun Wapis
Jo Hayaath Thi Tujhey Waar Di
Ab Urooj Kya Aur Zawaal Kya
Humney Kaisey Kiya Tumhey Rukhsath
Ye Bary Hoslay Ki Bathen Hain
Baz Ajao Muhabbath Se Muhabbath Walo
Hum Ne Ek Umar Ganwai Hain Mila Kuch Bi Nahi...
Moath Ka Bi Elaj Ho Shayed
Zindagi Ka Koi Elaj Nahi
Azeez Logo Kaha Gayey Ho
Udas Kar Ke Hayath Meri
Sahab Thumhey Ma'aloom Nahi Andaz-e-Mohabbat
Dil Khud Hi Juk Jatha Hain Jukaya Nahi Jatha
Urdu Love Poetry
Meri Himmath Tho Dek Daad Tho De
Ke Thujh Bin Zinda Hun Sans Letha Hun
Kainch Layi Hain Yaha Lazath-e-Azar Mujey
Jaha Pani Na Mily Aj Waha Maar Mujey
Kar Sajda Ishq Ebadath Da
Jadon Hath Cha Si Rab Man Ja Si
Wo Jo Ek Shakhs Tha Nahi Milla
Hum Qayenath Le Ke Kya Karengey
Urdu Love Poetry
Seena Hazir Hain Magar Phir Bhi Zamanay Waley
Jane Q Pichey Se He Waar Kiya Karthay Hain
Saal Bhar Bhook Chupatha Raha Logon Se
Ajj Wo Fakhar Se Bole Ga Mera Roza Hain
Urdu Love Poetry
There Hath Se Jo Rakhoon There Hath Se Jo Kholoon
Mukhthasir Si ek Khawahish Ke Aik Aesa Bhi Roza Ho
Jab There Dard Me Dil Dukhhta Hain
Hum There Haq Me Dua Karthey Hain
Aao Milthay Hain Ab Thasalli Se
Zindagi Darmeyaan Me Thi Pehle
Kuch Zindagi Ne Diye Mujhe Har Qadam pe Gham
Kuch Ap Meri Hasrathon Se Khelthy Rahi
Kahi Sehri Nahi Hothi Kahi Afthar Nahi Hotha
Sun Lo Koi Shok Se Gunah-gaar Nahi Hotha...
Khatham Ho Gaye Un Logon Se Rishthey Bhi
Jin Se Mil Kar Lagtha Tha Yeh Zindagi Bhar Sath Dengay
Urdu Love Poetry
Wo Meharban Hain Tho Q Iqrar Nahi Kartha
Wo Bad-Gumaan Hain Tho So Bar Azmaye Mujhe
Ye Koi Or He Tha'aluq Hoga
Thi Mohabbath Tho Marr Gayi Kese
Na Jane Aattey Me Kya Milathi Hain Maa
Gar Jaisi Rotiya Duniya Me Kahi Nahi
Dil Jo Toota Tho Hath Dua Ko Utey
Aese Mahol Me Kis Ko Paraya Samjhun
Ho Jao Ge Majboor Thum Bhi Kuch Is Tharha
Ranjay Ki Mohabbath Me Heer Thi Jis Tharha...
Phool Mango Tho Zakham Dethe Hain
Ab Yehi Rasm-e-Dosthaan Theeri
Urdu Love Poetry
Ab Jis Ke Jee Me Aye Wohi Roshni Pai
Humne Tho Dil Jala Ke Sar-e-Aam Rak Diya
Yad Kar Ke There Loat Aney Ke Wadon Ki Gari
Khud Ko ek Masoom Bachy Ki Tharha Behlaun Main
Jab Wafa Par Hogi Koi Bath Tho Main Yad Aonga
Na Bhaye Gi Thujhe Jab Kainath Tho Main Yad Aunga
Abhi Din-E-Roshan Ki Shokhiyon Se Thu Mayal Hain
Jab Chaye Gi Andheri Raath Tho Main Yad Aonga
Urdu Love Poetry
Abi Bahar Hain Chaon Hain Gham-E-Zindagi Ki Dhoop Nahi
Tham Jaye Gi Jab Ye Barsath Tho Main Yad Aonga
Ye Wo Duoniya Hain Jis Ne Kisi Ko Kuch Na Diya
Thanha Hogi Jab Theri Zaath Tho Main Yad Aonga
Thu Mujhe Bhoola Hain Roshan Waqth Main Tho Ye Bhi Sun
Thang Hogi Jab Thujh Par Hayaath Tho Main Yad Aonga
Ubhre Hain Naye Jazbath There Dil Main Zara Theher Abhi
Thujh Se Uljhain Ge Jab There Jazbath Tho Main Yad Aonga
Mere Shair Quran-E-Wafa Ki Ayaath Hain 'Khurram'
Parhe Ga Zamana Jab Ye Ayaath Tho Main Yad Aunga...
This was the Urdu love poetry stay with us for more poetry
in Urdu or search on our site more stuff as well Jokes stories poetries as
well.
I not much of reader of Love Poetry in Urdu but sometimes my mood changes about it.
ReplyDelete